Chand Nizami & Hamsar Hayat – Qawwali at Nizamuddin Auliya

Featured is Chand Nizami & Hamsar Hayat, qawwali singers from Nizamuddin Auliya’s shrine in Delhi, India.

This video was shot on a small Nikon digital camera in August 2006. The video quality is not good, but the music is.

Lyrical Outline:

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Adaa
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kar Diya

Main Sajaata Tha Sarkar Ki Mehfilein
Mujhko Har Gham Se Rab Ne Bari Kar Diya

Zikr-E-Sarkaar Ki Hain Badi Barkatein
Mil Gayi Raah Mein, Rehmatein Azmatein

Main Gunaah Gaar Tha, Be Amal Tha, Magar
“Mustafa” Ne Mujhe Jannati Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Adaa
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kar Diya

Lamha Lamha Hai Mujhpar Nabi Ki Ataa
Doston Aur, Maangu Main Maula Se Kyaa

Kya Ye Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Mujhe
Apne Mehboob Ka Ummati Kar Diya

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Adaa
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kar Diya

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s